Thursday, March 22, 2018

Facebook Page Verify Kaise Kare blue Tik ? Fb Page Verified Trick

ad300
Advertisement

 




Facebook Verify Kaise kare. Facebook Page Verify Kaise karte Hai. Ajj Mai aapko Sikhne Wala hu Fb Page Par blue Tik kaise Lgate hai. To Dosto facebook Ke Bare me to aap Sab log jante Hi hai. facebook Ek Bahut popular Social App Hai. Ajj kal Sab ka facebook Par Account v Hai. To Ajj Mai aapko Btane Wala Hu Facebook page ko Verify Kaise karte Hai. Dosto Waise To facebook page Verified Available Nhi Hai. Magar Mai aapko Ek Trick btayoga Jiski madad Se aap India Me Fb page ko verify Bna Sakte Hai. Dosto aapka Jada time nhi Leta Huya Hum Trick Ki Baat Karte Hai.





Facebook Verified Page Kya Hota hai ?

Facebook Verify Page Mean aapke Page Par Ek blue Color Ka Tik Icon Ban Jata Hai. Jiski verify Page Ki Pachan Hoti Hai.

Facebook Verified Page Ke Faide ?

  • Blue Badge Karne ke Baad aapka Page Professional Dikhega.
  • aapka Page Celebrity Ki trah dikhega. Jaise Actor, Singer, Kisi Femoss Bande Ka Hota hai.
  • aapke Fb Page Par Like v Badayege.
  • inse Wo Logo ko bahut faida Hoga jo facebook page Se Paise Kamana chahhte Hai.

Facebook page Verification: Facebook Page Verify Kaise Banaye

Step By Step Bta Rhaa Hu facebook Page Ko verified Kaise Banate hai. To chaliye Dosto jante Hai Facebook verify Page Bnane Ki Kya trick Hai.

Step 1. Sabse Pehle aapko Fb New Id create Karni hogi Wo ID India Server par Nhi bnani Wo Id aapko United States, Japan, Ya Other Country Ke Server Par Bnani hai.
Step 2. United States Par Id Bnane Ke Liye aap VPN Ka Use Kare. Uske liye aap aapne Android mobile HOla VPN Ka Use Kar Sakte Hai. Or Agar aap PC User Hai to aap chromo Broswer Me Zenmate Extension Ka Use Kar Sakte Hai. Hola VPN aap Play Store Par Search Karke V Install Kar Sakte Hai.




Download Hola VPN 

Step 3.  ab VPN Install Karne Ke Baad Usme aap Japan Ya united States Ka Server Connect karle.  Or fer Fb Id Create kare.
Step 4. fer aapka facebook Account bnane Ke Liye Gmail Ja Mobile number Ki Jroorat Hoti Hai.Uske liye aap Groove Ip App Ka use Kar Sakte hai. Groove Ip app me aapko united States Ka number milega Wo aap Fb ID Me Dal Kar Verify Kare. Es trah aapki Fb Id United Stats Ke Server Par Ban Jayegi
Step 5. fer aapko Us ID Me Page create karna Hai.
Step 6.  facebook Page me aapko united States Ki Detail Dalni hai. Jaise Kisi Femas Shop ki Deatil Dal Sakte Hai Uske Liye aap google Par Search kare.
Step 7. Ab Jab aapka Facebook Page Ban jayega Uske Baad aapko aapne Page Par like V receved Karne Hoge kyoki Bina like Ke Fb page verify nhi Hoga.
Step 8. Ab 5-6 Din Wait Kare Uske baad aapko Facebook verify Page Ki option Show Hone Lgegi. aap fb Setting general Me Dakh Sakte Hai.
Step 9 Usme aapko number Add karne Ko Bola Jayega aap Groove Ip app me jo number hai United ka Wo Dalna Hai Uske Baad Call Par click karna hai.
Step.10 fer aapko Groove Ip app  Ki Trah Se Call aayegi usme aapko code Btaya Jayega Wo Yaha Dalna Hai.
Share This
Previous Post
Next Post

About Author :- My name is himanshu pathak From hamirpur uttar pradesh india. Iam a passinate and full Time blogger. If you like his articles then share with your friend and Social media sites facebook twitter more Etc and Keep Visting on Blog net Book.

0 comments:

Thank you for comment