![]() |
Advertisement |
Aapne YouTube channel bana li hai to aap soch rahe honge ki video upload kaise kiya jata hai to chaliye aaj hum aapko isi ke baarein me batayenge, aapne youtube pe bahot se videos dekhe honge kya aap bhi apna video youtube pe upload karna chahte hai, aapka jawab ha hi hoga. YouTube se paise kaise kama sakte hai uske related me already Youtube se paise kaise kamaye full information in Hindi artcile likh chuka hun.
Youtube pe video upload karna bahot easy hai jaise facebook pe aap image upload karte hai. Agar aapne YouTube channel nahi banayi hai to firstly aapko Gmail account banana padega or ye kaise banate hai uske related maine already Gmail pe account kaise banaye likh chuka hu so aap ispe click karke pahle apna Gmail account bana le.
Youtube google kahi banaya gaya program hai so aapko alag se youtube pe account banane ki koi jarurat nahi hoti hai so aapne Gmail account to bana liya hai ab aapko gmail Id ke jariye youtube channel banani hai or Channel kaise banayi jati hai uske sambhandit maine Free me youtube channel kaise banaye is artcile me maine detail me bataya hai so aap ispe click kar ke puri jankari le sakte hai.
To humne gmail ke jariye youtube channel bana li hai ab hum video kaise upload karte hai uske baarein me jante hai. aap mobile ya computer/laptop jiska use karna chahe kar sakte hai.
YouTube pe videos upload karne ke Jo step hai wo me aapko batane ja raha hu aap inhe follow karke apni Channel pe video upload kar sakte hai.
1. Firstly aap www.youtube.com pe visit kare, yaad rahe agar aap mobile se kar rahe hai to chrome browser mehi kare or desktop mode enable rakhe. Aap chahe to dusre browser ko bhi use kar sakte hai par I think chrome browser better rahega kyu ki me bhi ise hi use karta hu.
2.
Right side me sabse upper aapko " sign in " ka option dikhega uspe click kare.
3. Apne Gmail account se login kare mera matlab apna email address or Password entre kar ke login kijiye.
4. Ab aapne Jo google plus pe profile rakhi hai uska icon right side me show ho raha hoga uspe click kare.
5. Waha click karte hi aapke samne " Creator studio " likha hoga aap uspe press kariye.
6. Aap apne youtube channel me login kar jayenge ab video upload karne ke do method hai chaliye dono ke baarein me jante hai.
Method 1 :
Aapko right side me aapke profile icon se left side me thik tisre numbre pe upper ja raha arrow dikhega uspe click kare.
Method 2 :
Video manager me jaye waha aapko " select files to upload " likha hoga uske upper ek arrow dikhega uspe click kare.
7. Aapko apne phone se jo video youtube pe upload karna hai use select kare.
8.
Ab video processing or uploading hoga or Successfully upload ho jane pe aapko processing done likha hua dikhega.
9. Niche title likha hoga usme aapko jo video title dena hai wo dede jaise maan lijiye maine banking ke related video dala hai to me " banking kya hai kaise use kare " matlab aap video me jo sikha raha hai uske related title de sakte hai.
10. Discrption me aapne video me kis baarein bataya hai wo likhna hai or agar aapka blog/website hai to uska url daliye uske sath sath apna email address, facebook, twitter, google plus, Whatsapp numbre ye sab aap dena chahe to de sakte hai aapki wish pe depend karta hai ki aap kya kya dena chahte hai.
Aap YouTube pe videos dekhte honge tab video title ke samne right side me niche kiya hua chhota sa arrow dikhai dega aap uspe click karoge to us Channel ke owner ne discrption me jo likha hua wo dikhega.
11. Tags me aap topics ke baarein me likh sakte hai jaise banking, android, Adsense yaad rahe aapko bich me coma ( , ) jarur lagana hai.
12. Aapko video thumbnails me kuch video photos dikhenge matlab aapko aesa pucha ja raha hai ki logo ka apne video ke taraf dhyan batane ke liye aap konsa picture select karna chahte hai agar aapko inme see koi bhi pasand nahi hai to don't worry aapko waha pehi " custom thumbnail " likha hua dikhega uspe click karke apni pasand ki create ki hue picture upload kar sakte hai par ek baat yaad rahe aap Jo picture upload karna chahte hai uska size 2 MB se jyda nahi hona chahiye.
Aapne dekha hoga ki youtube pe video hote hai unpe jio 303rs ka recharge 273rs me kaise kare ya fir Kuch ye sab logo ko apne video ke taraf khichne ke liye kiya jata hai.
13. Aap video ko public, unlisted, private or scheduled ka option dikhega jinme se aapko public kohi select karke rakhna hai taki aapka video puri duniya dekh paye.
14. Ye sab karne ke baad ek baarein check kar le ki Kisi jagah aapko galti to nahi hue sab confrim hone ke baad " Publish " par click kar de.
Aapne video ko monetize kiya hai to " monetize with ads " ko enable kare agar aapne video ko monetize or account ko Adsense se connect nahi kiya hoga to monetize feature work nahi karega, Monetize kr sambhandit humne Youtube videos ko monetize or Adsense se kaise connect kare artcile likha hai aap chahe to padh sakte hai.
Congratulations, dosto ab successfully aapne apna video youtube pe upload kar liya hai. aapka video ab puri duniya dekhegi or video accha hai to aap youtube pe popular ban jayenge.
I hope ki aapko ye jaan ke accha laga hoga ki youtube channel pe videos kaise upload kiye jate hai, Agar koi question hoto aap comment kar ke puch sakte hai. har roj humare new articles ko padhne ke liye yaha click karke mere fb page ko like kre
Youtube google kahi banaya gaya program hai so aapko alag se youtube pe account banane ki koi jarurat nahi hoti hai so aapne Gmail account to bana liya hai ab aapko gmail Id ke jariye youtube channel banani hai or Channel kaise banayi jati hai uske sambhandit maine Free me youtube channel kaise banaye is artcile me maine detail me bataya hai so aap ispe click kar ke puri jankari le sakte hai.
To humne gmail ke jariye youtube channel bana li hai ab hum video kaise upload karte hai uske baarein me jante hai. aap mobile ya computer/laptop jiska use karna chahe kar sakte hai.
Youtube pe video kaise upload kare :
1. Firstly aap www.youtube.com pe visit kare, yaad rahe agar aap mobile se kar rahe hai to chrome browser mehi kare or desktop mode enable rakhe. Aap chahe to dusre browser ko bhi use kar sakte hai par I think chrome browser better rahega kyu ki me bhi ise hi use karta hu.
2.
Right side me sabse upper aapko " sign in " ka option dikhega uspe click kare.
3. Apne Gmail account se login kare mera matlab apna email address or Password entre kar ke login kijiye.
4. Ab aapne Jo google plus pe profile rakhi hai uska icon right side me show ho raha hoga uspe click kare.
5. Waha click karte hi aapke samne " Creator studio " likha hoga aap uspe press kariye.
6. Aap apne youtube channel me login kar jayenge ab video upload karne ke do method hai chaliye dono ke baarein me jante hai.
Method 1 :
Aapko right side me aapke profile icon se left side me thik tisre numbre pe upper ja raha arrow dikhega uspe click kare.
Method 2 :
Video manager me jaye waha aapko " select files to upload " likha hoga uske upper ek arrow dikhega uspe click kare.
7. Aapko apne phone se jo video youtube pe upload karna hai use select kare.
8.
9. Niche title likha hoga usme aapko jo video title dena hai wo dede jaise maan lijiye maine banking ke related video dala hai to me " banking kya hai kaise use kare " matlab aap video me jo sikha raha hai uske related title de sakte hai.
Aap YouTube pe videos dekhte honge tab video title ke samne right side me niche kiya hua chhota sa arrow dikhai dega aap uspe click karoge to us Channel ke owner ne discrption me jo likha hua wo dikhega.
11. Tags me aap topics ke baarein me likh sakte hai jaise banking, android, Adsense yaad rahe aapko bich me coma ( , ) jarur lagana hai.
12. Aapko video thumbnails me kuch video photos dikhenge matlab aapko aesa pucha ja raha hai ki logo ka apne video ke taraf dhyan batane ke liye aap konsa picture select karna chahte hai agar aapko inme see koi bhi pasand nahi hai to don't worry aapko waha pehi " custom thumbnail " likha hua dikhega uspe click karke apni pasand ki create ki hue picture upload kar sakte hai par ek baat yaad rahe aap Jo picture upload karna chahte hai uska size 2 MB se jyda nahi hona chahiye.
Aapne dekha hoga ki youtube pe video hote hai unpe jio 303rs ka recharge 273rs me kaise kare ya fir Kuch ye sab logo ko apne video ke taraf khichne ke liye kiya jata hai.
13. Aap video ko public, unlisted, private or scheduled ka option dikhega jinme se aapko public kohi select karke rakhna hai taki aapka video puri duniya dekh paye.
14. Ye sab karne ke baad ek baarein check kar le ki Kisi jagah aapko galti to nahi hue sab confrim hone ke baad " Publish " par click kar de.
Aapne video ko monetize kiya hai to " monetize with ads " ko enable kare agar aapne video ko monetize or account ko Adsense se connect nahi kiya hoga to monetize feature work nahi karega, Monetize kr sambhandit humne Youtube videos ko monetize or Adsense se kaise connect kare artcile likha hai aap chahe to padh sakte hai.
Congratulations, dosto ab successfully aapne apna video youtube pe upload kar liya hai. aapka video ab puri duniya dekhegi or video accha hai to aap youtube pe popular ban jayenge.
Post summary :
I hope ki aapko ye jaan ke accha laga hoga ki youtube channel pe videos kaise upload kiye jate hai, Agar koi question hoto aap comment kar ke puch sakte hai. har roj humare new articles ko padhne ke liye yaha click karke mere fb page ko like kre
0 comments:
Thank you for comment