![]() |
Advertisement |
Dosto agar aapne YouTube channel bala li hai or videos bhi upload karte hai to aapko ye jaan lena chahiye ki aap youtube se acche paise bhi earn kar sakte hai.
Jin logo ne youtube Channel nahi banayi hai unke liye me already youtube channel kaise banaye banaye artcile likh chuka hub so guys hum iske related Kuch important baatein jaan lete hai.
New youtube channel users or Jo log channel banana chahte hai unhe starting me kuch questions hote hai to is artcile me meri koshish rahegi ki aapko un sabhi cheez ke baarein me bata pau jinhe aap janna or samjna chahte hai. Agar aap youtube se paise kamana chahte hai to humra YouTube se paise kaise kamaye full information artcile padhe.
Youtube video monetize or Adsense se kaise jode :
1. Channel video enable for monetization
2. Connect your Channel to Adsense
Is artcile me mai aapko in dono cheez ke baarein me detail me batane ki koshish kar raha hu.
( 1 ) YouTube videos ko monetize kare :
YouTube ke Kuch features me change hua hai So videos ko monetize karne ki humare pass 2 method hai yaha me aapko dono ke baarein me bataunga.
1. Sabse pahle youtube.com pe visit kare.
Pc ya laptop se apply kar rahe hai to koi problem nahi hai but agar aap mobile se apply karna Chahte hai to pahle 3g ya 4g data plan Activate karwa le fir chrome ya Firefox browser ko open kare humari advice hai hai ki aap chrome kohi open kare speed acchi milegi, upper 3 dots dikh rahe honge unpe click kare. Ab aapko request Desktop site ko (√) enable karna hai. Yaad rahe is step ko follow karna bahot jaruri hai.
2. Right side me sabse upper aapko " sign in " ka option dikhega uspe click kare.
3. Apne Gmail account se login kare mera matlab apna email address or Password entre kar ke login kijiye.
4. Ab aapne Jo google plus pe profile rakhi hai uska icon right side me show ho raha hoga uspe click kare.
5. Waha click karte hi aapke samne " Creator studio " likha hoga aap uspe press kariye.
4. Ab humare pass video ko monetize karne ki 2 method hai.
Method 1 :
( A ) Aapke samne Channel ka home page open ho jayega waha left side me " channel " likha hua hoga uspe click kare.
( B ) Status and feature pe click kare.
( C ) Aapne apni Channel ko verify nahi ki hai to yaha aapko koi option nahi dikhega so pahle home page me verify likha hoga uspe click kare>>call ke dwara ya msg ke dwara opt chahiye choose kare>>confirm>>entre mobile numbre>>submit>>6 digit otp submit.
Aapke samne ab options show ho jayenge unme se Monetization waley option ke niche enable likha hoga uspe click kare.
Method 2 :
( A ) Firstly youtube.com jake apne Google account/ Gmail ID se login kare.
( B ) left side me menu hoga uspe click kariye.
( C ) My Channel pe press kare.
( D ) left side me upper " video manager " likha hoga uspe click kare.
( E ) Aapne Jo videos dale hai unki list show hogi or aapko waha monetize ka symbol show nahi kar raha hoga.
* Youtube pe apna video upload kare full details in Hindi
( F ) Left side me Channel pe click kare.
( G ) Second numbre pe Monetization ka option hoga uspe click kare.
5. Next pe click kare fir aapko Get start ka option dikhai dega uspe click kare.
6.
Aapke samne ek pup-up window open hoga usme YouTube ki policy ke baarein me likha hoga dhyan se sab padh le or niche 3 no option me √ mark karde fir I accept pe click kare.
7. Ek new window open hogi jisme monetize pe click kare.
8. Go it pe press kar de.
9.
Ab aap video manager me dekh sakte hai ki aapke video monetize ho gaye hai aapko $ ka symbol dikhega.
Ab aapke video pe ads to show ho jayenge par income nahi hogi kyu ki iske liye aapko Google Adsense me apply karna hoga or jab Adsense aapki Channel ko Successfully approved karega tabhi aapko income hogi to chaliye jaan lete hai ki Adsense me kab apply kare.
Dosto yaha me aapko bata du ki aapko youtube channel create karne ke baad 10 se jyda videos upload karne hote hai agar aapke har video pe 500 views hai to aap Google Adsense ke liye apply kar sakte hai. Adsense google kahi program hai Jo advertisement ka kaam karta hai iske baarein me jyda janne ke liye is artcile ko padhe Google Adsense kya hai, kaise kaam karta hai or isse paise earn kare aap ye artcile padh ke samaj jayenge ki Adsense kya hai.
Aapko views pehi nahi Channel ke kahi settings pe bhi dhyan dena hai jaise description, video title, socia media ki link add kare taki log aapse sampark kar paye, about us page me apni information dale ye sab karte hai to aapki channel or acche se money earn karne ke liye ready ho jati hai so ab aap Adsense me apply kar sakte hai.
To guys ab tak humne ye sikha ki video ko monetize kaise kare, Channel verify or Adsense ke liye kab apply kare to ab jante hai ki humari channel ko google Adsense ke sath kaise jode mera matlab apply kare.
Aapko yaha pe hum 2 cheezo ke baarein me batayenge jaise aapka pahle sehi google Adsense account hai to kaise apply kare or Adsense account nahi hai to Channel ko kaise jode, filhal hum youtube channel ko Adsense ke sath jodne ka process jante hai.
1. Firstly youtube.com pe visit kare or Gmail ID se login kar lijiye.
2. Youtube channel ke home page me aapko Channel ka option dikhega uspe click kare.
3. Monetization pe click kare ab aapke samne " set up Adsense " ka option dikhega uspe click kare fir next ka button aayega use press kare.
Trick 2 :
Agar aapko upper bataye 3 step follow nahi karne hai to dusri trick jante hai aap youtube Channel ke home page me left side me Channel pe click kare, aapke samne Monetization option me upper chhote text me " view Monetization settings " par click kare. How will I be paid>>associate an Adsense account>>next pe click kare.
Guys dusri trick ka itna bada process follow karne ke bajaye aap upper bataye simple 3 step ko follow kare.
4.
Aapke samne ek new page open hoga jaha aapko simple 3 step follow karne rahenge jinme se aapne one step kar liya hai. aapko second step my website ke option me automatically aapka youtube channel url enter ho jayega so waha kuch na kare, aap jis language me video upload karne waley hai us language ko select kare or continue pe click kare.
Note : agar aapka Adsense account already hai to " sign in " pe click kare.
5. Aapko yaha pe new page dikhega jaha aapko apni details deni hai.
Country or territory : Isme aapko county automatically select ho jayegi or na hoto select kar le.
Time zone : Country time zone select kare India ka time zone +05:30 hai.
Account type : Aapko yaha kuch option dikhenge agar aap business karna chahte hai matlab aapki team hai to business select kar sakte hai akele kar rahe hai to individual select kar de.
Pay name : Aapke bank account me jo name hai wo pura name yaha entre kar de. Yaad rake thoda bhi galat name entre mat kare warna payment ke time problem ho sakti hai or address verification ke liye ISI name pe pin aayegi so agar pura name denge to postman ko address dhundne me aasaani hogi.
Street address : isme apna address dale yaad rahe yr bilkul sahi hona chahiye.
City/town : Apni city ka name entre kare.
State : Apne state ka name dale jaise gujarat, up, mp, Panjab etc.
Pin code : Yaha aapke area ka pin code numbre dalna hai Jo six digit ka hota hai.
Contact name : isme apna name dale.
Phone : Apna mobile numbre entre kare.
How did you get to know Adsense : Aap Adsense account kish liye bana rahe hai wo select kare.
Email preferences : Sabhi jagah yes par tik karde.
Submit my application : Ek baar aapne Jo detail fill ki hai use check karke confrim kar le fir finally submit my application pe click kare.

Ab video edit me jake Monetization option ko enable kar sakte hai ya fir Channel>>Monetization me jaiye waha monetize videos ka option hoga uspe click kare ab aapke video ek sath ads Monetization enable ho jayenge.
Ab aapke video pe ads to show ho jayenge par income nahi hogi kyu ki iske liye aapko Google Adsense me apply karna hoga or jab Adsense aapki Channel ko Successfully approved karega tabhi aapko income hogi to chaliye jaan lete hai ki Adsense me kab apply kare.
Youtube channel banana ke baad Adsense ke liye apply kab kare :
Dosto yaha me aapko bata du ki aapko youtube channel create karne ke baad 10 se jyda videos upload karne hote hai agar aapke har video pe 500 views hai to aap Google Adsense ke liye apply kar sakte hai. Adsense google kahi program hai Jo advertisement ka kaam karta hai iske baarein me jyda janne ke liye is artcile ko padhe Google Adsense kya hai, kaise kaam karta hai or isse paise earn kare aap ye artcile padh ke samaj jayenge ki Adsense kya hai.
Aapko views pehi nahi Channel ke kahi settings pe bhi dhyan dena hai jaise description, video title, socia media ki link add kare taki log aapse sampark kar paye, about us page me apni information dale ye sab karte hai to aapki channel or acche se money earn karne ke liye ready ho jati hai so ab aap Adsense me apply kar sakte hai.
To guys ab tak humne ye sikha ki video ko monetize kaise kare, Channel verify or Adsense ke liye kab apply kare to ab jante hai ki humari channel ko google Adsense ke sath kaise jode mera matlab apply kare.
YouTube channel ko google Adsense account se kaise jode/apply kare :
Aapko yaha pe hum 2 cheezo ke baarein me batayenge jaise aapka pahle sehi google Adsense account hai to kaise apply kare or Adsense account nahi hai to Channel ko kaise jode, filhal hum youtube channel ko Adsense ke sath jodne ka process jante hai.
1. Firstly youtube.com pe visit kare or Gmail ID se login kar lijiye.
2. Youtube channel ke home page me aapko Channel ka option dikhega uspe click kare.
3. Monetization pe click kare ab aapke samne " set up Adsense " ka option dikhega uspe click kare fir next ka button aayega use press kare.
Trick 2 :
Agar aapko upper bataye 3 step follow nahi karne hai to dusri trick jante hai aap youtube Channel ke home page me left side me Channel pe click kare, aapke samne Monetization option me upper chhote text me " view Monetization settings " par click kare. How will I be paid>>associate an Adsense account>>next pe click kare.
Guys dusri trick ka itna bada process follow karne ke bajaye aap upper bataye simple 3 step ko follow kare.
4.
Aapke samne ek new page open hoga jaha aapko simple 3 step follow karne rahenge jinme se aapne one step kar liya hai. aapko second step my website ke option me automatically aapka youtube channel url enter ho jayega so waha kuch na kare, aap jis language me video upload karne waley hai us language ko select kare or continue pe click kare.
Note : agar aapka Adsense account already hai to " sign in " pe click kare.
5. Aapko yaha pe new page dikhega jaha aapko apni details deni hai.
Country or territory : Isme aapko county automatically select ho jayegi or na hoto select kar le.
Time zone : Country time zone select kare India ka time zone +05:30 hai.
Account type : Aapko yaha kuch option dikhenge agar aap business karna chahte hai matlab aapki team hai to business select kar sakte hai akele kar rahe hai to individual select kar de.
Pay name : Aapke bank account me jo name hai wo pura name yaha entre kar de. Yaad rake thoda bhi galat name entre mat kare warna payment ke time problem ho sakti hai or address verification ke liye ISI name pe pin aayegi so agar pura name denge to postman ko address dhundne me aasaani hogi.
Street address : isme apna address dale yaad rahe yr bilkul sahi hona chahiye.
City/town : Apni city ka name entre kare.
State : Apne state ka name dale jaise gujarat, up, mp, Panjab etc.
Pin code : Yaha aapke area ka pin code numbre dalna hai Jo six digit ka hota hai.
Contact name : isme apna name dale.
Phone : Apna mobile numbre entre kare.
How did you get to know Adsense : Aap Adsense account kish liye bana rahe hai wo select kare.
Email preferences : Sabhi jagah yes par tik karde.
Submit my application : Ek baar aapne Jo detail fill ki hai use check karke confrim kar le fir finally submit my application pe click kare.
Aap jaise hi submit pe click karenge Kuch second me youtube channel me chale jayenge or waha pe aapko " your Adsense application has been submitted and his being reviewed. you will receive an email regarding the status of your application within about a week." Matlab aapki application submit ho chuki hai ab Channel ko Adsense team check karegi uske baad aapka Adsense account approved hua hai ya nahi uski jankari aapko ek week ke andar aapke email address pe dedi jayegi.
Ab aapka Adsense account youtube channel se jud chuka hai ab jab bhi aapke videos pe show hone waley ads pe koi click karega to wo income aapko adsense NEFT ke jariye every month money aapke bank account me deposit kar di jayegi.
I hope ki aapko YouTube video Monetize, Channel verification, Adsense se kab jode or Adsense se yotube Channel ko kaise jodte hai ye jaan ke accha laga hoga. Agar koi question hoto aap comment kar ke puch sakte hai. har roj humare new articles ko
padhne ke liye yaha click karke mere fb page ko like kre.

Post summary :

Share on social media.
0 comments:
Thank you for comment