![]() |
Advertisement |
YouTube se paise kamana bahot aasaan hai isi liye bahot sare log full time youtube channel pe work kar ke month ke ₹100,000 se bhi jyda paise kama lete hai youtube se itne paise earn karne ke reason sehi wo job nahi karte hai, iske related maine ek or artcile likha hai par usme maine youtube channel kaise banaye or benefits ke baarein me bataya tha so is artcile me paise kaise kamate hai uski step by step puri jankari batane ki koshish karegi.
Aap kabhi sochte honge ki log youtube pe bahot sare videos upload karte rahte hai kya unko paise milte honge ya fir aese hi interest ke liye so aapko iska answer to mil hi gaya hoga to mujhe batane ki jarurat nahi hai.
Aapko pata hi hoga ki aaj ke time me acchi job milna kitna mushkil hai to kya aap bhi soch rahe hai ki hum bhi ghar bethe jyda paise kamana chahte hai to is article ko pura padhe.
Youtube aaj ke time me bahot popular ban chuka hai ye google kihi service hai. Aap youtube pe videos to dekhte hi honge lekin kya aap jante hai ki youtube se paise bhi earn kiye ja sakte hai i think aapko pata hi hoga par paise kaise kamane hai wo Kuch logo ko nahi pata hoga so aaj me is artcile me bataunga ki YouTube se paise kaise kamate hai.
YouTube channel kya hai ( what are youtube channel ) :
Youtube pe bahot sare har category ke videos mil jate hai wo videos kisine upload kiye hote hai or unko upload karne ke liye hume humari gmail I'd se youtube pe ek account banana raheta hai or waha se youtube Channel create karne ka option aata hai jise bana ke aap videos upload kar sakte hai. ab aap kabhi video dalenge to aapne channel ka jo name diya hai us name se video dekhne waley aapko janenge.
In cheezo ka dhyan rakhe :
First to aapne YouTube channel nahi banayi hai to YouTube channel kaise banaye or benefits artcile padhe or free me apni Channel banaye.
Aapko 10 se jyda video upload karne hai. Aapko Channel ke settings pe dhyan dena hai jaise description, video title, socia media ki link add kare taki log aapse sampark kar paye, about us page me apni information dale ye sab karte hai to aapki channel or acche se money earn karne ke liye ready ho jati hai so ab aap Adsense me apply kar sakte hai.
Aap 5 video upload karenge fir bhi apply kar sakte hai par mera manna hai kam se kam 10 jarur dale.
Create YouTube channel>>upload videos>>monetize videos>>connect channel to Adsense>>now start money earn so guys aapko bas inhi steps ko follow karna raheta hai.
Step 1 :
Aapne YouTube channel banali hai ye to bahot acchi baat hai so YouTube ki duniya me aapka swagat hai. Is field me success hone ke liye aapke pass Kuch cheezo ka hona bahot important hai kyu ki inhi ki wajah se kuch log youtube se paise kamane me nakamyab ho jate hai.
( 1 ) Video quality :
Aapke pass camera hai to bahot acchi baat hai agar nahi hai or aap meri tarah mobile se youtube channel ko handle karte hai to mobile ka front camera 13 MP ka hona jaruri hai tabhi video acchi quality ka aayega. Aapke pass laptop ya computer hai to aap screen recorder softwares ka use kar sakte hai.
( 2 ) Voice ( Aapki aawaj ) :
Aapki aawaj acchi nahi hai ya fir aap acche se bol nahi pata hai or aapne Channel money purpose se banaya hai to please is purpose ko chhod de kyu ki is field me aapki aawaj ko bahot important diya jata hai aap khud bhi soch sakte hai samne waley insaan ko aapki aawaj saaf acche se sunai degi tabhi wo video dekhega.
Note : Jo log acche se bol nahi pate hai wo bhi YouTube se good earning kar rahe hai. Wo bol nahi pate lekin himmat nahi harte wo screen recorder softwares ke jariye mobile/desktop pe screen record karke note me likh ke samjte hai mera matlab text se to aap chahe to inko follow kar sakte hai.
( 3 ) Style :
Aapka video dekhte waqt kisiko aapki style pasand nahi aati to wo dubara video dekhne aayega ya nahi iska koi bharosha nahi hai. Style se me ye samjana chahta hu ki aapka hath, per, eye contact, kaise bethe hai or word me kahu to aapki body language acchi honi chahiye.

Aapke pass Kon Kon si cheeze honi jaruri hai :

( 4 ) Talent :
Aap video ke jariye logo ko kitna sikha sakte ho, kitna impress kar sakte ho.
Aapko nayi nayi cheezo ka knowledge yani aap jis topic pe videos Upolu karne waley hai uski puri information or bahot acche se sikhaye taki aapka new video dekhne ke liye SUBSCRIBER Wait kare.
Step 2 :
Abhi me jin cheezo ke baarein me bataunga wo aapke pass honi jaruri hai tabhi good earning kar payenge.
( 1 ) camera :
Aapke pass camera hoga to aap video ko or acche se high quality me bana ke upload kar sakte hai taki video dekhne me sabko acccha lage. Maine aapko pahle bhi bataya ki aapke pass camera nahi bhi hoga to chalega but ye hoga to thoda accha rahega aapka kaam aasaani se ho payega ya fir mobile ya laptop/computer ka use kar sakte hai.
( 2 ) Video editing :
Aapko thoda bahut video banana accha chahiye kyu ki youtube pe video upload karne ke liye hume usko acche se ready karna raheta hai or uske liye basic video editing ki knowledge honi bahot jarari hai. Play store pe aapko video editing ke bahot sare software mil jayenge aap jiska use karna chahe kar sakte but video aesa banna chahiye Jo logo ko impress kare.
( 3 ) Computer/laptop :
Aapke pass computer ya laptop ka hona jaruri hai agar ye cheeze aapke pass hai to aasaani se Sara kaam kar payenge. Agar aap sochte hai ki humare pass laptop/computer nahi hai to kaise kaam karenge to simple si baat hai acche mobile ka use kar lo or thodi earning hone pe laptop lelo.
( 4 ) Good audience :
Social media jaise facebook, whatsapp, Twitter, google plus in pe aapke friends hone chahiye kyu video banane ke baad aap uski link social media pe share karoge tabhi dheere dheere log aayenge matlab traffic badega.

Social media pe aapke jyda dost nahi hai to no problem video ko bahot accha or youtube friendly banane ki koshish kare ki koi bhi aapke topic related Kuch search kare to aapka video usko pahle show ho isse aapke visitors badne lagenge or jinko Channel pasand aayega wo turant SUBSCRIBE kar lenge.
Dosto aapne ye Jana ki video upload karne se pahle aapke pass konsi cheeze honi jaruri hai to chaliye ab jante hai videos se earning kaise kare.
Hum jab koi naya work start karte hai tab hume uske baarein me jyda jankari nahi hoti hai or hum uski wajah se kuch na kuv uske baarein me naya sikhne me liye ready rahte hai, aap itna to jaan hi gaye hai ki videos upload karne se paisa milta hai.
Mera manna hai ki hume koi kaam start karne se pahle theorical knowledge pahle le Lena chahiye taki badi galti karne se bach sake.
Youtube pe videos upload karne se 2 tariko se paisa milta hai.
( 1 ) Aapke video ko log jab dekhenge tab unpe Overlay ads, Sponsored ads, Skippable video ads show hongi agar unpe koi click karta hai to aapki income hogi.
( 2 ) Big companys jaise amazon, affiliate, Godaddy etc Affiliate program chalati hai so aap isko use karna chahe to join ho sakte hai or aap youtube pe koi product promote karoge to usko koi buy karega to aapko uska kuch commission milega. Maine Amazon affiliate program ke baarein detail me jankari di hai use padhna chahe to yaha click kar sakte hai.
India, Pakistan jaisi countrys me Adsense ek click pe $0.01 se $5 de sakta hai jabki US, UK me $2 se $10 iska reason ye hai ki waha ke log online services ko use karne me mahir hai jab ki humare yaha ke log online services ka benefit lene me jyda interested nahi hote hai isi liye kuch log jyda money earn karne ke liye jyda CPC wali country's ko target karte hai.
CPC :- YouTube ke ads pe click hone ka jo paisa milta hai ise CPC kahte hai CPC $0.01 se start hoti hai ye jitni jyda hoti hai aapko utna jyda paisa milta hai uske liye ye depend karta hai ki aapke Channel pe kish country se traffic aa raha hai.
Huamre videos pe Jo click hote hai uska paisa humare Adsense account me har roj add hota hai, aapke account me $10 hone pe Adsense aapko address verification pin bhejta hai wo aapko post/courier ke dwara milegi jise aapko 4 month me verify karna rahta hai. Aapke address pe post ke dwara Mili hue pin ko aapko apne adsense account me daal ke confirm karna hai confrim karne ke baad aapke pass bank detail magi jayegi use acche se fill kar de or jab $100 ho jayenge tab Adsense NEFT ( National electronic funds transfer ) ke dwara online aapke bank account me money deposit kar deta hai. Monthly aap $100 plus earn karenge to har month isi tarike se aapke account me paise deposit hote rahenge.

Youtube channel se income kaise kare :

YouTube se kamaye hue paise Hume kaise milte hai :
Huamre videos pe Jo click hote hai uska paisa humare Adsense account me har roj add hota hai, aapke account me $10 hone pe Adsense aapko address verification pin bhejta hai wo aapko post/courier ke dwara milegi jise aapko 4 month me verify karna rahta hai. Aapke address pe post ke dwara Mili hue pin ko aapko apne adsense account me daal ke confirm karna hai confrim karne ke baad aapke pass bank detail magi jayegi use acche se fill kar de or jab $100 ho jayenge tab Adsense NEFT ( National electronic funds transfer ) ke dwara online aapke bank account me money deposit kar deta hai. Monthly aap $100 plus earn karenge to har month isi tarike se aapke account me paise deposit hote rahenge.
To aapko 3 sawalo ke answer mil chuke hai YouTube channel ke liye Kon Kon si cheeze honi jaruri hai, income/earning kaise hoti hai or humare dwara kamaye gaye paise Hume kaise milte hai to chaliye ab jante hai youtube videos se paise kaise milte hai.
Youtube se kaise kamane ke liye aapko youtube channel banana padega, videos upload karne honge, video ko Monetize karna hoga or Adsense se connect karna hoga. Don't worry guys tension na le me aapko detail me samjane ki koshish karta hu.
Post lambi jarur hai par pura read kariye kyu ki isme Jo jankari milegi wo aapke liye useful hai. YouTube se bahot sare log monthly 100,000 se bhi jyda money earn kar rahe hai aap bhi youtube pe continue mahent karenge to maan lijiye 1 lakh to nahi par 50,000 to kamayenge, to chaliye Kuch steps follow karte hai.
1. Create YouTube channel :
Sabse pahle aapko youtube channel banana hai so youtube.com pe visit kare or apni Gmail ID se login kar ke Channel bana le.
Aapne Google account/Gmail ID nahi banayi hai to me already Gmail kaise banaye or kaise use kare artcile me detail me likh chuka hu so aap is artcile ko follow karke apni Gmail ID bana sakte hai.
Ab baat aati hai youtube Channel banane ki so me iske related bhi already YouTube channel kaise banaye artcile me likh chuka hu aap use follow kar sakte hai.
2. Upload videos :
Aapko Channel pe pahle 2-5 video upload kar dene hai aap 10 karenge to acchi baat hai or baki sab settings kar ke rakhe jaise art bana le, Channel ko verify kar le or aapne jis I'd send YouTube channel banaya hai google plus pe koi accha profile jarur rakhe.
Agar aapko nahi pata ki youtube pe video kaise upload karte hai to maine iske baarein me pahle sehi YouTube pe apna video kaise upload kare - full details artcile likh chuka hu.
3. Enable video for Monetization :
Sabse pahle aapko apni Channel verify karni hogi.
Verify your yotube Channel :
( A ) YouTube channel home page me aapko apne photo icon ke pass verify likha hua dikhega uspe click kare.
( B ) Aap channel ko msg ya call ke dwara verify karna chahte hai wo select kare or confrim kare.
( C ) Apna mobile numbre entre kare or submit kar de, yaad rahe mobile aapke pass hi hona chahiye.
( D ) Aapne call/sms Jo method select ki thi uske dwara one time password aayega use entre kar ke submit kar de.
Good, ab aapko yotube Channel verify ho jayegi.
YouTube pe videos dalne ke baad aapko un videos ko monetize karna hai jab aap Monetize karenge to aapke videos pe ads show hona start ho jayenge par aapki income nahi hogi paiso ke liye aapko adsense se apni Channel ko connect karna hoga.
Aap videos ko Monetize karna chahte hai to youtube videos ko monetize or Adsense se kaise connect kare humra ye artcile jarur padhe.
4. Connect YouTube channel to Adsense :
Aapko money earn karne ke liye channel ko thik se ready kar ke Google Adsense se apni channel ko connect karna hai matlab aapko apply karna hai. Aapki application submit hone ke baad Adsense team aapki Channel ko check karegi or Channel approved hue hai ya nahi uski jankari aapko ek week me email ke dwara mil jayegi.
Aap apni Channel ko Adsense se connect karna chahte hai to humra ye artcile padhe aapko detail me jankari mil jayegi.
Channel ban gayi, video upload, Monetize kar liya or Adsense se connect bhi kar liya to ab aap YouTube se kaise kamane ke liye taiyaar hai bas ab acche acche video bana ke YouTube pe upload kare taki jyda log aapki Channel ko pasnad or SUBSCRIBE kare.
Adsense bahot hi strong or uski policy bahot kathin hai isi liye wo numbre one advertisement compnay hai so aap pahle acche video upload kare views har video pe 1000-2000 honge to or bhi acchi baat hai Adsense me approval pane ke chances bad jayenge.
I hope ki aapko youtube channel kya hai, income kaise hoti hai, earn kiye hue paise kaise milte hai or paise kaise kamaye ye janakri jaan ke accha laga hoga.
Agar aapka koi question ho to comment kar sakte hai. har roj humare new articles ko
padhne ke liye yaha click karke mere fb page ko like kren
Ye artcile aapko Sach me accha laga hoto apne friend's ke sath social media pe jarur share kare.
Youtube se kaise kamaye - how to earn money from youtube :

Post summary :
I hope ki aapko youtube channel kya hai, income kaise hoti hai, earn kiye hue paise kaise milte hai or paise kaise kamaye ye janakri jaan ke accha laga hoga.
Agar aapka koi question ho to comment kar sakte hai. har roj humare new articles ko
padhne ke liye yaha click karke mere fb page ko like kren
Ye artcile aapko Sach me accha laga hoto apne friend's ke sath social media pe jarur share kare.
0 comments:
Thank you for comment